Somewhere in a house
sari jagah party ka saman faila hua hai or ek ladka couch pe so raha hai tabhi uske phone pe ek phone ata hai or ladke ki nind khulti hai woh ladka adhi nind mein phone uthata hai
Boy- Hello (in sleepy tone)
from the other side a girl speaks
Girl- sid ke bacche tu abhi tak so raha hai kaha tha na kal mat kar party itni raat tak par sunta kaha hai meri mai sanju ko pick karke sidha wahi aa rahi hun jaldi se taiyar hoja aaj college ki shopping ke liye jana hai next week se college shuru ho raha hai
(So boy is Sid and girl is Monu)
Sanju ka naam sunte hi sid jhat se khada ho gaya
Sid- Monu bro tu aa jaa mai 5 minute mein taiyar ho jata hu pls sanju ko mat bataiyo mai abhi tak so raha tha mera kya inpression padega uspar
Monu- very funny sid jaise sanju ko toh pata hi nahi kal party thi or tu kaisa hai tu bhul raha ho toh bata du ki sanju ko tune hi bataya tha party ke baare mein
Sid- Oh shit! tu aaja bas sanju ko yeh mat bataiyo ki mai abhi tak so raha tha mai jaldi se ready ho jata hu Bye
Monu- Bye
Scene change
Other side in a house
One boy was working out in balcony and other boy was sleeping like a sloth on the bed
suddenly the doorbell rang
Boy- Faizi faizi uth ja kumbhkaran
looking at Faizi who was sleeping like sloth on bed he shake his head in disbelief and went to open the door
and a girl entered in house
Girl- kaise ho aap bhai (while hugging the boy)
Boy- mai thik hu koel tu bata kaisi hai trip kaisi gayi teri (while hugging back)
(So the Girl is none other than Koel and the boy is Karan)
Koel- bhai trip bohot acchi thi but I missed you
Karan- mujhe ya kisi or ko hmmm (teasing her)
Koel- bhai apko of course aap bhi kaise baate karte ho (while blushing)
Koel- bhai waise faizi kaha hai
Karan- hmmm toh puch hi liya main sawal (teasing more)
Koel- bhai batao bhi ab (blushing more)
Karan- upar hai abhi tak so raha hai
Koel- mai abhi aayi bhai (while going upstairs)
ab dekhte hai upar kya chal raha hai
Upstairs
Koel- Faizi faizi utho aaj college jana hai utho (while shaking him)
Faizi- Karan sone de na
Koel- Faizi mai bhai nahi hun bhai toh niche hai utho faizi college ke liye late ho jayega
Tab tak karan bhi upar aa jata hai or yeh sab dekh leta hai or fir side table pe pada hua pani ka jug utha kar faizi ke upar khali kar deta hai
Faizi- Aaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhh Tsunamiiiiiiiiiiiiiiiii bachaooooooooooo
while koel and karan hi-fied and laugh seeing him like this
Karan- saandh uth ja koel kitne der se utha rahi thi tujhe par tu toh pura tabela bech ke so raha tha agar abhi 10 minute mein mujhe taiyar nahi mila na toh ghar pe hi chod ke chala jaunga fir aa jaiyo aram se walk karte karte
Faizi- kya hai janab jaa rahe hai
Koel- haan jaldi jao aaj agar tumhari wajah se lecture miss hua toh dekhna
and faizi hurriedly went to the bathroom
Other side
a jeep stopped outside a house and monu was sitting on the driving seat with sanju on the passenger seat and monu jumped out of the jeep and ringed the bell
Monu- Sid agar tu abhi ke abhi bahar nahi nikla na toh dekh liyo mai sanju ko bata dungi ki tu late tak so raha tha or tere impression ka kachra ho jayega (while shouting)
jeep was away from the door and sanju was standing near the jeep
Sid immediately come out of the house and give a smile to monu and caught her neck and said
Sid- moti billi kya subhe se dhamkiyan de rahi hai jab tujhe pyaar hoga na tab bataunga tujhe
Monu- Sid woh jab hoga tab dekha jayega abhi chalta hai ki batau tujhe
Sid- ha ha chal raha hu
and fir woh sab shopping kar ke ghar aa gaye
and the week passed
Today was the day of them joining the college
and Monu already ja chuki hai kyunki she wants to explore the college specially practice her classical dance and music so Sid and Sanju ikhate ayenge
MONU CLOTHES
aaj Karan bhi jaldi pohonch gaya hai because Faizi or Koel late ayenge or Karan Monu se pehle aa chuka hai
KARAN CLOTHES
Monu enters the college and Karan watch it from the ground but use laga ki hoga koyi isiliye usne dhayan nahi diya
her hair were swinging in air her brown eyes looked so beautiful or woh chali gayi dance room ki talash mein
college mein in dono ke alawa koi nahi tha kyunki yeh dono bohot jaldi aa gaye the
toh Karan bahar ghum raha tha ground mein or fir woh andar aya or woh corridor mein ghum raha tha suddenly use music ki awaj ayi or usne notice kiya ki woh awaj dance hall se aa rahi hai or waha pe dekha ki Monu was gracefully dancing
imagine the girl as Monu alone dancing
and then she changed the song
imagine her as Monu
and Karan was lost in how beautifully she danced her dance full of grace and elegance
Karan was lost in Monu staring at her
staring at her hair flowing in the air her smile while dancing her happiness in dance her eyes her jhumkas dancing with the air her banles making sound
then the got finished and Monu stopped the dance and usne fir pranam kiya jo classical dance ke baad karte hai
and isse pehle monu Karan ko notice karti karan chala gaya or usne entry mari music hall mein
but pure uske dimag mein monu ke hi thoughts aa rahe the and then
he started singing while playing guitar
imagine Karan singing this song
or Monu ko jaise hi gane ki awaj ayi Monu ke kadam mud kaye music hall ki taraf Monu ne Karan ko gate hue suna and she got lost in him and his voce she was peacefully listening him singing with enjoying his voice and the song soon the song ended or Monu waha se chali gayi
or fir college ka time ho gaya toh dono classes mein chale gaye apni apni par unhe kya pata tha ki woh yaha bhi dusre ko dekh payenge kyunki unki classes same thi
they both went in different directions and meet with their friends
Karan side
Karan khada hota hai or Koel ake usse milti hai or Faizi bhi Karan bhi unse milta hai par fir se wapis Monu land mein pohonch jata hai
Faizi- janab kis ke khayalo mein dube hue ho
Karan- saandh jayada dimag mat chala chal late ho raha hai class ke liye
or ye log class ke liye nikal gaye
Monu's side
Monu ko piche se ake kisi ne pakad liya and woh koi or nhi ham saB ke nahi nahi Sanju di ke pyare Sidg hai
Monu- aah Sid ke bacche aise kon karta hai tu pitega mujhse (while turning backwards)
Sanju- je bohot sahi kayi tune Monami ja me ham thare saath hai
Sid- sorry sorry galti ho gayi (while being scared)
Monu- chalo ab class ka time ho raha hai
or yeh log bhi class ke liye nikal gaye
yeh sab same time pe class ke bahar pohonche alag alag sides se or
Monu or Karan ne ek dusre ko dekha or they both got lost in each others eyes
or yeh baki charo ne notice kar ke apne apne partenrs ko dekh ke nod kiya or Sid and Faizi smirked in dono ke dimag mein kuch khufiya chal raha hai
(fake cough)
Moran apne eyelock se bahar aa gaye unhone dekha ki unhe 4 log teasing looks de rahe the Karan ne toh glare dedi par Monu ko tease kiya Sid ne woh bhi expressions se
and their converstation started
Faizi- Hi aap log naye aye ho pehle kabhi dekha nahi
Sid- Haa ham logo ne aaj hi join kiya hai
Hi my name is Siddharth u can call me sidg or sid bro
Sanju- Hi hamaro naam Sanjana hai ap hame sanju bula sakto hai
Faizi- Hi hamara naam Faizuddin siddiqui hai par aap log hame faizi bula sakte hai
Koel- Hi mai Koel
Karan- Hi mera naam Karan hai
Monu- Hi mai Monami
a yeh charo waha hi dost ban gaye or inhone entry mari class ke andar
or class ke andar ate hue
193Please respect copyright.PENANA6WInhBJPS5
bye baki ka agle part mein
love you all pyari janta
193Please respect copyright.PENANAX2Fodv6nsn
193Please respect copyright.PENANA0boYnQencH
193Please respect copyright.PENANADtaCq4Xj7T
193Please respect copyright.PENANA7grzFODcNK
193Please respect copyright.PENANAF9yfG4mRuC